Sunday 7 April 2019

Sher Shayari

1} Na tum meri zindagi the,
Na meri zindagi tumhare liye bani thi,
Par khuda ki kya rehna?
Tum meri zindagi mein aaye bhi
Aur meri zindagi mein bas gaye aur hame
pata bhi n chala,
Ab tum aaye meri zindagi mein to,
Meri khuda ek hi dua hai ki,
Tumhe na juda kare mujhse,
Tum ho mera pyaar,
Pyaar se hi manga maine khuda tujhse ye
pyaar re ||

2} Yaar na mile, yaar na mile,
Tere jaisa yaar na mile,
O yaar, tu hi mera bhai, tu hi mera yaar,
Zindagi ke har musibat ka hamsafar hai tu yaar ||

3} Dil wali baat juban par n aayi,
Ham yuhi baithe rahe khamosh,
Khamoshiya hamari kuch keh n payi,
Na tumhari juba kuch keh payi,
Na hamari juba kuch keh payi ||

No comments:

Post a Comment