Tuesday 19 February 2019

Tu dena saath mera

O mere sanam, tum mere hamsafar,
Main tera hamsafar,
Tera hasna bhi, tera rona bhi,
Tera ruthna bhi, tera tutna bhi,
Sah jayunga mere yaara,
Mera hasna bhi, mera rona bhi, 
Tujise he mere yara,
Tu dena saath mera, o yara,
Tu dena sath mera ||

Tera sath jo chhuteya to,
Main rah jaunga akela,
Teri bahon me bhi, teri ruh me bhi,
Ruh ke tere har katre me bhi,
Main thahar jaunga mere yaara,
Mera mar jana bhi, mera jina bhi,
Hai tere sang mere yara,
Tu dena saath mera, o yaara,
Tu dena saath mera ||

Teri rahon ka main ek musafir,
Meri kashti ki tu ek sahil,
Tere haathon ki takdeer, tere maathe ki lakir,
Dono main ban jau mere yaara,
Mera chalna bhi, mera rukna bhi,
Hai tere sang mere yaara,
Tu dena saath mera, o yaara,
Tu dena saath mera ||

No comments:

Post a Comment