Thursday 28 February 2019

Armaan

Tujhe pane ka armaan le jaye mujhe kaha,
Tumse milne ka rasta main dhundhu kaha,
O mere hamnava ||

Sanso me tujko mehsus karu,
Ankho me bhar lu, tum ho tum hi saathiya,
Tujhe pane ki khwaish le aaye mujhe tere karib, o mere jana,
Jana way, jana way,
Tum hi mere channa ve, 
Tumhare saath chalne ka mera armaan re,
Jana way, jana way,
Tum hi mere channa ve,
Tumhare saath chalne ka mera armaan re ||

Tum hi meri saans re, tum hi meri aans re,
Tum hi meri khwaisho ka armaan re,
O saathiya, tum hi ho mera aasra,
Phir kyu hamare darmiya hai fasla,
Tum hi mere zindagi ka chand re,
Tum hi mere bahon ka har re,
Jana way, jana way,
Tum hi mere mahi re,
Tumhare saath chalne ka ho mera ek armaan re ||

Tum hi mere saanso me bas jana yara re,
Tum hi mere khwabo me aana mere yara re,
O jana, tumhare liya baitha hu akela,
Tumhare liye hi maine rab se kari hain dua,
Mere sapno ki tum hi ho chandani,
Chandani-sa cham-cham karta tera chehra re,
Jana way, jana way,
Tu hi mera saathi re,
Tumhare saath chalne ka mera armaan re|| 




1 comment: